Aa Gale Lag Jaa (1994) 06 - Yaad Teri Aati Hai (MyMp3Singer.com) (исполнитель: √ Кумар Сану)

Singers: Kumar Sanu

Yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai
Yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai
Mausam aaye, mausam jaaye
Mausam aaye, mausam jaaye
Tu kyun nahi aati hai
Tujhe bhula nahi, tujhe yaad kiya
Ik baar nahi sau baar kiya, sau baar kiya
Yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai

Aake mujhako batalaa de,
Aakhir kya majburi hai
Tere mere bich mein
Kis liye yeh duri hai
Lekar tera naam sanam,
Kar dunga badnaam sanam [bad word] jahaan bhi jaayegi,
Bewafa kehlaayegi
Aaja meri jindagi, kar na mujhase [bad word] 
Mausam aaye, mausam jaaye
Mausam aaye, mausam jaaye
Tu kyun nahi aati hai
Tujhe bhula nahi, tujhe yaad kiya
Ik baar nahi sau baar kiya, sau baar kiya
Yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai

Bin tere suni suni lagati hai yeh jindagi
O apane saath le gayi tu meri har khushi
Dekh meri jaaneman mera yeh deewaanapan
Had se gujar jaayega, aashiq tera mar jaayega
Aaj mujhe maalum huwa, jhuti hai tu [bad word] 
Mausam aaye, mausam jaaye
Mausam aaye, mausam jaaye
Tu kyun nahi aati hai
Tujhe bhula nahi, tujhe yaad kiya
Ik baar nahi sau baar kiya, sau baar kiya
Yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai
Yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai.
Послушать/Cкачать эту песню
Mp3 320kbps на стороннем сайте

Открытка с текстом :
Удобно отправить или распечатать
Создать открытку
У нас недавно искали песни:
Ночь перед Рождеством Марина Хлебникова  Выкину тебя я в урну BFF  Есине мени алгайсын Хан Тенгри тобы  На свете лучше слова нет  Ласковым солнышком 
О чем песня
√ Кумар Сану - Aa Gale Lag Jaa (1994) 06 - Yaad Teri Aati Hai (MyMp3Singer.com)?
2020 © Tekstovoi.Ru Тексты песен