Dooriyan (Piano) (исполнитель: Break Ke Baad)

Thodi thodi guzre pakad kabhi taaza si hawayein
Saate saate se yeh rishte apni baah ko filayein
Mera mann, toh bas gungunana chahe
Uska mann, khul ke geet gaana chahe
Muskurayo, main woh khilkhilana chahe
Hai ziddi yeh badi majbooriyan bhi
Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
Zaroori hai yeh dooriyan

Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
Zaroori hai yeh dooriyan

Zyada nasdeekyon mein dooriyon ke hote hain ishaare
Hum toh leheron ko chakhna na meethay nahi paani hai yeh khaare
Love kahe, mere paas tum na aana
Door se, accha hai timtamana
Varna adh mein hoga dard-e-jaana
Hai ziddi yeh badi majbooriyan bhi
Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
Zaroori hai yeh dooriyan

Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
Zaroori hai yeh dooriyan

Main toh aisi baarish hoon
Jo teen ki chhat pe kud ke barse
Woh kuyar [bad word] ki baras na paaye
Chhod ke tarse, dono barse
Par sang sang kahan hai, thodi doori se
Zindagi aasan hai, meri duniya aur uska bhi jahan hai
Hai ziddi yeh badi majbooriyan bhi

Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
Zaroori hai yeh dooriyan, yeh dooriyan
Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
Zaroori hai yeh dooriyan
Послушать/Cкачать эту песню
Mp3 320kbps на стороннем сайте

Видео к песне:
Открытка с текстом :
Удобно отправить или распечатать
Создать открытку
У нас недавно искали песни:
Красная плесень спит  Letting Go Nitin Sawhney  Love Is Not Enough Nine Inch Nails  Feels Like Love Survivor  Sing la la la  Joni Mitchell Talk To Me  Pretty vacant  Nymphoman Rosenstolz 
О чем песня
Break Ke Baad - Dooriyan (Piano)?
2020 © Tekstovoi.Ru Тексты песен