khuda bhi aasma se jab zameen par dekhta hoga (исполнитель: Mohammed Rafi)
Romantic Rafi singing about the unique beauty of his beloved: Khuda Bhi Aasmaan Se... 1970 Khuda bhi Aasmaa.n se Jab Zamee.n par Dekhta Hoga WHEN GOD TOO FROM THE HEAVENS MUST BE PEEKING AT THE EARTH, Khuda bhi Aasmaa.n se Jab Zamee.n par Dekhta Hoga WHEN GOD TOO FROM THE HEAVENS MUST BE PEEKING AT THE EARTH, Mere Mehboob ko Kisne Banaaya Sochta Hoga WHO CREATED MY SWEETHEART, HE MUST BE WONDERING, Khuda bhi Aasmaa.n se Jab Zamee.n par Dekhta Hoga WHEN GOD TOO FROM THE HEAVENS MUST BE PEEKING AT THE EARTH, Khuda bhi aasmaa.n se WHEN GOD TOO FROM THE HEAVENS….. Musavvir Khud Pareshaa.n Hai Ke Yeh Tasveer Kiski Hai THE PAINTER HIMSELF IS PERPLEXED WHOSE PICTURE IS THIS, Banogi [bad word] ki Tum Aisi Hasee.n Taqdeer Kiski Hai WHO IS THE EXCEEDINGLY LUCKY GUY TO WHOM YOU MAY BELONG? kabhi woh jal raha hoga kabhi khush ho raha hoga ENVIOUS SOME TIMES, HAPPY AT TIMES HE MUST BE. Khuda bhi Aasmaa.n se Jab Zamee.n par Dekhta Hoga WHEN GOD TOO FROM THE HEAVENS MUST BE PEEKING AT THE EARTH, Mere Mehboob ko Kisne Banaaya Sochta Hoga WHO CREATED MY SWEETHEART, HE MUST BE WONDERING, Khuda bhi aasmaa.n se WHEN GOD TOO FROM THE HEAVENS….. Zamaane-Bhar ki Masti Ko Nigaaho.n mein Sameta Hai EXHILАRATION OF AN ENTIRE ERA HAS GATHERED IN THE EYES Kali Se [bad word] ko Kitni Bahaaro.n mein Lapeta Hai THE BUD-LIKE BODY HAS BEEN WRAPPED IN SO MANY BLOSSOMS Hua Tumsa Koi Pehle Na Koi Doosra Hoga THERE NEVER WAS, NOR WILL THERE BE ANOTHER LIKE YOU. Khuda bhi Aasmaa.n se Jab Zamee.n par Dekhta Hoga WHEN GOD TOO FROM THE HEAVENS MUST BE PEEKING AT THE EARTH, Mere Mehboob ko Kisne Banaaya Sochta Hoga WHO CREATED MY SWEETHEART, HE MUST BE WONDERING, Khuda bhi aasmaa.n se WHEN GOD TOO FROM THE HEAVENS….. Farishtey bhi Yahaa.n Raato.n ko Aa Kar Ghoomte Honge THE ANGELS TOO MUST BE ROAMING AROUND HERE AT NIGHTS, Jahaa.n Rakhti Ho Tum Paanv Jageh Woh Choomte Honge WHERE YOU PLACE YOUR FEET, THOSE PLACES THEY MUST BE KISSING, Kisi ke dil pe kya guzri yeh wohi jaanta hoga WHAT SOMEONE’S HEART SUFFEERED, ONLY HE MUST BE KNOWING. Khuda bhi Aasmaa.n se Jab Zamee.n par Dekhta Hoga WHEN GOD TOO FROM THE HEAVENS MUST BE PEEKING AT THE EARTH, Mere Mehboob ko Kisne Banaaya Sochta Hoga WHO CREATED MY SWEETHEART, HE MUST BE WONDERING, Khuda bhi aasmaa.n se WHEN GOD TOO FROM THE HEAVENS…..