Ye Doorian (исполнитель: Love Aaj Kal)
Ye dooriyan In Raahon Ki Dooriyan Nigahon ki dooriyan Humrahon ki dooriyan Fanaa ho sabhi dooriyan Kyun koi paas hai Door hai Kyun koi Jaane Na koi yahaan pe Aa Raha paas ya door main ja raha Janu na mein hoon kahaan pe Ye dooriyan In raahon ki dooriyan Nigaahon ki dooriyan Hum-raahon ki dooriyan Fanaah ho sabhi dooriyan Ye dooriyan Ye dooriyan Kabhi hua ye bhi Khaali raahon pe bhi Tu tha mere saath Kabhi tujhe mil ke lauta Mera dil ye khaali khaali haath Ye bhi hua kabhi Jaise hua abhi Tujhko sabhi mein paa liya Tera mujhe kar jaati hai dooriyan Sataati hain dooriyan Tarsaati hain dooriyan Fanaah ho sabhi dooriyan Kaha bhi na maine Nahin jeena maine Tu jo na mila Tujhe bhule se bhi na Bola na main ye bhi chahun fasla Bas faasla rahe Ban ke kasak jo kahe Ho aur chahat ye jawaan Teri meri mit jaani hain dooriyan Begaani hain dooriyan Hat jani hain dooriyan Fanaah ho sabhi dooriyan Kyun koi paas hai Door hai Kyun koi Jaane Na koi yahaan pe Aa Raha paas ya door mein ja raha Janu na mein hoon kahaan pe Ye dooriyan In raahon ki dooriyan Nigaahon ki dooriyan Hum-raahon ki dooriyan Fanaah ho sabhi dooriyan