Jaa Sanam (исполнитель: "Na Tum Jaano Na HumНи ты не знаешь, ни я")
(Jaa sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar Main karoongi tera intezaar) - 2 Main itni door chala jaaoonga Tujhe yaad bhi na aaoonga Yeh baat hai aur jaanam ke Tujhe main bhool na paaoonga Jaa sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar Main karoongi tera intezaar Jaa magar mudke tu dekh le ek baar Main karoongi tera intezaar Main itni door chala jaaoonga Tujhe yaad bhi na aaoonga Yeh baat hai aur jaanam ke Tujhe main bhool na paaoonga Tumse hi thi meri zindagi, lekin yeh kya hua - 2 Tum bin bhi main jee raha hoon Main kaisa hoon bewafa Jaa sanam aayegi phir lautke yeh bahaar Main karoongi tera intezaar Haan sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar Main karoongi tera intezaar Main itni door chala jaaoonga Tujhe yaad bhi na aaoonga Yeh baat hai aur jaanam ke Tujhe main bhool na paaoonga Main itni door chala jaaoonga Tujhe yaad bhi na aaoonga Shaayad kabhi kahin tumhe meri mile khabar - 2 Kar le na yaad bas mujhe Mumkin ho yeh agar Jaa sanam tere saath meri jaan hai mere yaar Main karoongi tera intezaar Jaa sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar Main karoongi tera intezaar Main itni door chala jaaoonga Tujhe yaad bhi na aaoonga Yeh baat hai aur jaanam ke Tujhe main bhool na paaoonga