Dekha Hai Pehli Baar (инд.тема...фильм "Сестры" С.Бодрова) (исполнитель: Saajan)
dekha hai pehli baar saajan ki aankhon mein pyar (2) ab ja ke aaya mere bechain dil ko karaar dilbar tujhe milne ko kab se tha main bekaraar ab ja ke aaya mere bechain dil ko karaar dekha hai pehli baar palkein jhukaun tujhe dil mein basaau ab bin tere main to kahi chain na paau (2) tu mera jigar hai tu meri nazar hai tu meri aarazu tu mera hamsafar hai dekha hai pehli baar saajan ki aankhon mein pyar ab ja ke aaya mere bechain dil ko karaar meri adaaye ye meri jawani bas tere liye hai ye meri zindagani (2) tu meri gazal hai tu mera tarana a teri dhadkanon pe likh du dil ka fasana dekha hai pehli baar saajan ki aankhon mein pyar dekha hai pehli baar jaanam ki aankhon mein pyar ab ja ke aaya mere bechain dil ko karaar dilbar tujhe milne ko kab se thi main bekarar ab ja ke aaya mere bechain dil ko karar dekha hai pehli baar.....