Gazab Ka Hai Yeh Din (Sanam Re) (исполнитель: Arijit Singh, Amaal Mallik)
Chal pade hain hum aisi raah pe Befikar hue ke ab jaana kahan Lapata hue saare raaste Dhoondega humein yeh zamana kahan Yeh samaa hai kaisa Muskurane jaisa Dheemi baarishein hain har jagah Yeh nasha hai kaisa Doob jaane jaisa Jaagi khwaishein hain har jagah Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2) Paani hoon paani main Haan behne do mujhe Jaisa hoon waisa hi Rehne do mujhe Duniya ki bandishon se Mera naata hai kahan [bad word] theharna mujhko aata hai kahan Yeh samaa hai kaisa Muskurane jaisa Dheemi baarishein hain har jagah Yeh nasha hai kaisa Doob jaane jaisa Jaagi khwaishein hain har jagah Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2) Neeli hai kyun zameen Neela hai kyun samaa Lagta hai ghaas par soya aasmaan Yeh mastiyan meri Manmaniyan meri Lo mil gayi mujhe aazadiyan meri Yeh samaa hai kaisa Muskurane jaisa Dheemi baarishein hain har jagah Yeh nasha hai kaisa Doob jaane jaisa Jaagi khwaishein hain har jagah Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2) Chal pade hain hum aisi raah pe Befikar hue ke ab jaana kahan Lapata hue saare raaste Dhoondega humein yeh zamana kahan Yeh samaa hai kaisa Muskurane jaisa Dheemi baarishein hain har jagah Yeh nasha hai kaisa Doob jaane jaisa Jaagi khwaishein hain har jagah Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2) Read more: [bad word] [bad word] 2016/01/gazab-ka-hai-yeh-din-sanam-re.html#ixzz45Xbvr87d