Raabta (исполнитель: Sonu Nigam)

Aye khuda...
Dil se hua tha uska raabta
Dil ko sukoon dekhe hua lapta
Dil se hua tha uska raabta
Dil ko sukoon dekhe hua lapta
Kis dagar gaya hain woh 
Kya hain raasta.. 
Kis jagah chhupa hain woh

Kuch to de bataa...

Aye mere khuda tujhe tera wastaa
Aye mere khuda tujhe tera wastaa
Aye mere khuda tujhe tera wastaa
Aye mere khuda tujhe tera wastaa

Logo ka hujum hain
Bheed besumar hain
woh hi nahi hain jo dil ki darkar hain
Aankhein ashkon se bhari dil mein khala hain
Har lamha har pal uss bin balaha hain
Har lamha har pal uss bin balaha hain

Kyun ho gayi hain dil se jaan judaa
Kuch to bata kya hain meri khataa
Kyun ho gayi hain dil se jaan judaa
Kuch to bata kya hain meri khataa
Kis dagar gaya hain woh 
Kya hain raasta.. 
Kis jagah chhupa hain woh
Kuch to de bataa...

Aye mere khuda tujhe tera wastaa
Aye mere khuda tujhe tera wastaa
Aye mere khuda tujhe tera wastaa
Aye mere khuda tujhe tera wastaa

Har jagah har ek saani dhundti yeh nazar
Woh nazar na aaye uski yaad aaye har pehar
Logo se suna hain maine 
Jare-jare mein tu, yaar se mila de rabba
Puri kar de jufat joo,
Yaar se mila de rabba,
Puri kar de jufat joo,
Kab tak rahega woh laptaa
Kyun gam bhari hain meri dastaa
Kab tak rahega woh laptaa
Kyun gam bhari hain meri dastaa

Woh kis dagar gaya hain woh 
Kya hain raasta.. 
Kis jagah chhupa hain woh
Kuch to de bataa..

Aye mere khuda tujhe tera wastaa
Aye mere khuda tujhe tera wastaa
Aye mere khuda tujhe tera wastaa
Aye mere khuda tujhe tera wastaa
Послушать/Cкачать эту песню
Mp3 320kbps на стороннем сайте

Видео к песне:
Открытка с текстом :
Удобно отправить или распечатать
Создать открытку
У нас недавно искали песни:
Дети это золото  Чем узум  Lets Move NFS Most Wanted  The bambir  Детство минусовка Шатунов Ю  Paradise yuya matsushita  Ginex shokk 
О чем песня
Sonu Nigam - Raabta?
2020 © Tekstovoi.Ru Тексты песен