Aksar Is Duniya Mein (исполнитель: Биение сердца (DHADKAN)-индия)

Aksar Is Duniya Mein, Anjaane Milte Hain
Aksar Is Duniya Mein, Anjaane Milte Hain
Anjaani Raaho Mein, Milke Kho Jaate Hain
Lekin Hameshaa Woh Yaad Aate Hain
Aksar Is Duniya Mein, Anjaane Milte Hain
Anjaani Raaho Mein, Milke Kho Jaate Hain
Lekin Hameshaa Woh Yaad Aate Hain
Aksar Is Duniya Mein

Aankhon Se Baat Hoti Hain, Dhadkan Bhi Saath Hoti Hain
Koi Na Samjhe Yeh Ishq Ki Zubaan
Aankhon Se Baat Hoti Hain, Dhadkan Bhi Saath Hoti Hain
Koi Na Samjhe Yeh Ishq Ki Zubaan
Dheere Dheere Se Woh, Dil Mein Bas Jaate Hain
Dheere Dheere Se Woh, Dil Mein Bas Jaate Hain
Chori Chori Se Woh, Dil Ko Churaate Hain
Phir Ek Din Woh bichad Jaate Hain

Aksar Is Duniya Mein Yeh Dil Jo Pyaar Maange Hain, Saccha Dildaar Maange Hain
Jaane Mohabbat Mile Kise Kahan
Yeh Dil Jo Pyaar Maange Hain, Saccha Dildaar Maange Hain
Jaane Mohabbat Mile Kise Kahan
Jab Aisi Raaton Mein, Deewane Milte Hain
Jab Aisi Raaton Mein, Deewane Milte Hain
Nazren Takrate To Dil bhi Dhadakte Hain
Chaahat Ke Afsaane Ban Jaate Hain
Aksar Is Duniya Mein, Anjaane Milte Hain
Anjaani Raaho Mein, Milke Kho Jaate Hain
Lekin Hameshaa Woh Yaad Aate Hain
Lekin Hameshaa Woh Yaad Aate Hain
Lekin Hameshaa Woh Yaad Aate Hain
Aksar Is Duniya Mein
Послушать/Cкачать эту песню
Mp3 320kbps на стороннем сайте

Видео к песне:
Открытка с текстом :
Удобно отправить или распечатать
Создать открытку
У нас недавно искали песни:
Geschichten  Я хочу улететь Чтобы высоко  Tracking Treasure Down Gabriel  To Get Down Timo Maas  Мама мария мама  Осень пришла  Вьюга на сердце вьюга  Through The Hall Deine Lakaien 
О чем песня
Биение сердца (DHADKAN)-индия - Aksar Is Duniya Mein?
2020 © Tekstovoi.Ru Тексты песен