Ek Haseena Thi (к.ф. Долг чести - Karz 1980) (исполнитель: Himesh Reshammiya & Shreya Ghoshal)

Aaj iss mubarak mauke par,
Mein aap logon ko,
Meri aur kamini ki daastan sunana chahta hu,
Mohabbat ki daastan..

Ek haseena thi, ek deewana tha,
Kya umar, kya sama,
Kya zamana tha,
Aaaaa….
Heyy..heyyy..heyy..
La la la la la la…

Ek haseena thi, haseena thi,
Ek deewana tha, deewana tha,
Kya umar, kya sama,
Kya zamana tha,
Aaaaa….

[Ek din wo mile,
Roz milne lage]- 2 times
Phir mohabbat [bad word]  bass qayamat [bad word] 
Sunn ke yeh daastan, kho gaye tum kahan?
Loge hairaan hain, kyunki anjaan hain,
Ishq ki woh gali, baat jiskli chali,
Uss gali mein, mera aana, jaana tha…
Ek haseena thi, ek deewana tha,
Kya umar thi, kya sama tha,
Kya zamana tha,
Ek haseena thi, ek deewana tha..

[Uss hasin ne kaha,
Suno jaane wafa] – 2 times
Yeh falak, yeh zameen,
Tere bin kuch nahi,
Tujhpe marti hu mein,
Pyaar karti hu mein,
Tere bin zindagi, kuch nahi, kuch nahi,
Aashiqui mein unka aalam, kya suhana tha..
Ek haseena thi, ek deewana tha,
Kya umar thi, kya sama tha,
Kya zamana tha,
Ek haseena thi, ek deewana tha..
Bewafa yaar ne,
Apne mehboob se,
Aisa dhokha kiya – 3 times
Zehar usko diya- 3 times
Marr gaya wo jawan,
Marr gaya wo jawan,
suno daastan,
Janm leke kahin,
Fir wo pahucha wahin,
Shakal anjaan thi,
Akal hairaan thi,
[Saamna jab hua,
Phir wahi sab hua]- 2 times
Uspe yeh karz tha,
Uska yeh karz tha,
Karz to farz apna chukana tha,
Hoo..hooo hoo..
La la la la la la…
Hey hey hey hey..
La la la la la la…
Послушать/Cкачать эту песню
Mp3 320kbps на стороннем сайте

Открытка с текстом :
Удобно отправить или распечатать
Создать открытку
У нас недавно искали песни:
Я решил украсть тебя  Он уходил она вслед кричала  Вторжение в душу  Dombira Muzigi Muhtesem Yuzyil  Ну и что что так совсем недолго  Ля ля ля жу жу жу по секрету всему свету  Папа может всё угодно  Раз раз опа раз делай 
О чем песня
Himesh Reshammiya & Shreya Ghoshal - Ek Haseena Thi (к.ф. Долг чести - Karz 1980)?
2020 © Tekstovoi.Ru Тексты песен