Aye Khuda (исполнитель: Murder 2 (2011))
Kaisi khala yeh Dil mein basi hai toh khatayein Fitrat hi si hai Main hi woh Jo rehmat se gira Aye khuda.. Gir gaya Gir gaya Main jo tujhse door hua Loot gaya Loot gaya.. Aye khuda.. Gir gaya Gir gaya Main jo tujhse door hua Loot gaya Loot gaya.. Kaisi khala yeh Dil mein basi hai toh khatayein Fitrat hi si hai Main hi woh Jo rehmat se gira Aye khuda.. Gir gaya Gir gaya Main jo tujhse door hua Loot gaya Loot gaya.. Aye khuda………a….. Aye khuda………a….. Itni khatayein Tu lekar chala hai Daulat hi jaise Tera ab khuda Har pal bitaaye Tu jaise hawa hai Gunaah ke saaye Mein chalta raha Samandar sa behkar Tu chalta hi gaya Ter marzi puri ki Tune han har dafaa Tu hi tera Mujrim bandayaa Aye khuda… Gir gaya Gir gaya.. Main jo tujhse door hua Loot gaya Loot gaya.. Kyun judtaa Is jahan se tu Ik din yeh Guzar hi jayega Kitna bhi samet le yahan Muthi se phisal hi jayega (Aa..aa..) Har shaksh hai dhool se bhara Aur phir usme hi jaa mila Yeh haqiqat hai tu jaan le Kyun sach se mooh hai pherta (Aaa………..) Chahe jo bhi Hasrat poori kar [bad word] na fitrat Yeh samajh le Mit jayegi teri hasti Bar na payega Yeh dil bandayaa Aye khuda.. Gir gaya Gir gaya Main jo tujhse door hua Loot gaya Loot gaya.. Gar tu soche tu hai gira Mere haath ko thaam Uth zara Tere dil ke dar pe hoon khada Mujhko apna le tu zara (Aa..aa..) Tu kahe tu hai saaye se girha Teri rahon ka main noor hoon Tere gunaah ko khud pe le liya Meri nazaron mein bekasoor tu (Aaa………) Aisa koi manzar Tu dikh la de Mujhe koi Shaksh se mila de Aisa koi dile se Tu sunwa de Ke zakham koi (Ke zakham koi) Use na mila (Use na mila) Aye khuda.. Gir gaya Gir gaya… Main jo tujhse door hua Loot gaya Loot gaya.. Aaa……..a…..a…..