Jungle Hai Aadhi Raat (ost Biwi No.1 / Жена №1) (исполнитель: Hema Sardesai and Kumar Sanu)
Hema: Na na na na Na na na na Na na na na Na na na na Jungle hai aadhi raat hai Lagne laga hai darr Duniya ko bhool jaon Kuch aisi baat karr Jungle hai aadhi raat hai Lagne laga hai darr Duniya ko bhool jaon Kuch aisi baat karr Kumar: Darne waali kya baat hai Jab saath mein hai dilbar Aaja meri baahon mein Sojaa rakh ke sarr Darne waali kya baat hai Jab saath mein hai dilbar Aaja meri baahon mein Sojaa rakh ke sarr Hema: Hai jungle hai aadhi raat hai Lagne laga hai darr Kumar: Aaja meri baahon mein Sojaa rakh ke sarr... Dil mein kya hoti hai Hema: Hulchul Kumar: Beetabi chaayi hai Hema: Pal pal Kumar: Gaalon ki rangat loon Hema: Ley ley O main to yehi chaahati hoon Kumar: Tanhai ka aalam Taare bhi soyee hain Hum bhi ek duje ki Chaahat mein khoye hain Tanhai ka aalam Taare bhi soyee hain Hum bhi ek duje ki Chaahat mein khoye hain Hema: Bahar mausam sardi ka Kyoon garmi hai andar Hai jungle hai aadhi raat hai Lagne laga hai darr Duniya ko bhool jaon Kuch aisi baat karr Kumar: Darne waali kya baat hai Jab saath mein hai dilbar Aaja meri baahon mein Sojaa rakh ke sarr Hema: Tujhe pagal main kar doon Kumar: Kar de Hema: Aagosh mein bhar loon Kumar: Bhar le Hema: Hai seeney se lag jaaon Kumar: Lag jaa Hema: Ho ye lo sanam, aa gayi Kumar: O aankh to khuli hai Lekin tum sou gayee ho Jaanta hoon main Tum deewani ho gayee ho Aankh to khuli hai Lekin tum sou gayee ho Jaanta hoon main Tum deewani ho gayee ho Hema: Hum dono aaj akele Koi bhi na ghar par Hai jungle hai aadhi raat hai Lagne laga hai darr Duniya ko bhool jaon Kuch aisi baat karr Kumar: Darne waali kya baat hai Jab saath mein hai dilbar Aaja meri baahon mein Sojaa rakh ke sarr Hema: Hai jungle hai aadhi raat hai Lagne laga hai darr Duniya ko bhool jaon Kuch aisi baat karr Kumar: Darne waali kya baat hai Jab saath mein hai dilbar Aaja meri baahon mein Sojaa rakh ke sarr Hema: Jungle hai aadhi raat hai