Humko humise chura lo (исполнитель: Udit Narayan & Lata Mangeshkar (из фильма)

Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo.
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo.
Hum akele, kho na jaayen,
Door tumse, ho na jaayen,
Paas aao gale se laga lo
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo.
Hum akele, kho na jaayen,
Door tumse, ho na jaayen,
Paas aao gale se laga lo.
Humko humise chura lo
Dil mein kahin tum chupa lo.

Ye dil dhadka do, zulfein bikhra do,
Sharma ke apna aanchal lehra do.
Hum zulfein to bikhra dein, din mein raat na ho jaaye,
Hum aanchal to lehra dein, par barsaat na ho jaaye
Hone do barsaatein, karni hain kuch baatein.
Paas aao gale se laga lo.
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo
Hum akele, kho na jaayen,
Door tumse, ho na jaayen,
Paas aao gale se laga lo
Humko humise chura lo
Dil mein kahin tum chupa lo

Tumpe marte hain, hum mar jayenge,
Ye sab kahte hain, hum kar jayenge.
Chutki bhar sindoor se tum ab ye maang zara bhar do,
Kal kya ho kisne dekha sab kuch aaj abhi kar do.
Ho na ho sab raazi, dil raazi rab raazi
Paas aao gale se laga lo. 
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo.
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo.
Hum akele, kho na jaayen,
Door tumse, ho na jaayen,
Paas aao gale se laga lo.
Paas aao gale se laga lo.
Послушать/Cкачать эту песню
Mp3 320kbps на стороннем сайте

Открытка с текстом :
Удобно отправить или распечатать
Создать открытку
У нас недавно искали песни:
Просто лети и не смотри по сторонам  Хочу у мандри  Алёна виницкая-подари  Ак шоола  05 регион  ЮЛЯ КРАСОТУЛЯ Завьялов Алексей  Opening Key Project 
О чем песня
Udit Narayan & Lata Mangeshkar (из фильма - Humko humise chura lo?
2020 © Tekstovoi.Ru Тексты песен