Отсутствует (исполнитель: Неизвестен)
Anjaane ho tum, jo begaane ho tum Jo pehchaane lagte ho kyun Tum gehri neendon me jab soye soye ho Toh mujhme jagte ho kyun Jab tujhko paata hai Dil muskurata hai Kya tujh se hai waasta Kya tujh me dhoondu main Kya tujh se chaahu main Kya kya hai tujhme mera Jaanu na main tujhme mera hissa hai kya Par ajnabi apna mujhe tu lagaa.. Tujhse taalluk jo nahi kuch mera Kyun tu lage hai apana saa Dekhu jo tujhko ik nazar Jaaye bhar mujhme hai mera jo khala Zindagi me khushi tere aane se hai Warna jeene mein gham, har bahane se hai Hai yeh alag baat hai hum mile aaj hain Dil tujhe jaanata ik zamaane se hai Jaanu na main tujhme mera hissa hai kya Par ajnabi apna mujhe tu laga Jaanu na main tujhse mera rishta hai kya Par ajnabi apna mujhe tu laga Aankhon ne aankhon se kahi daastaan Tumko banake raazdaan Baahon me jannat aa gayi khushnumaa Tum jo huye ho mehrbaan [bad word] se [bad word] ka yun [bad word] huaa Ho gaye hum sanam rooh tak aashna Ek zara jo chale do kadam saath me Mill gaya hai hume zindagi ka pata Jaanu na main tujhme mera hissa hai kya Par ajnabi apna mujhe tu laga Jaanu na main tujhse mera rishta hai kya Par ajnabi apna mujhe tu laga Anjaane ho tum, jo begaane ho tum Jo pehchaane lagte ho kyun Tum gehri neendon me jab soye soye ho Toh mujhme jagte ho kyun Jab tujhko paata hai Dil muskurata hai Kya tujh se hai waasta Kya tujh me dhoondu main Kya tujh se chaahu main Kya kya hai tujhme mera Jaanu na main tujhme mera hissa hai kya Par ajnabi apna mujhe tu lagaa.. Jaanu na main tujhse mera rishta hai kya Par ajnabi apna mujhe tu laga