Aur Ho (исполнитель: Mohit Chauhan & Alma Ferovic)
Meri bebasi ka bayaan hai, bas chal raha na iss ghadi Meri bebasi ka bayaan hai, bas chal raha na iss ghadi Ras hasrat ka nichod doon Kas baahon mein aa todh doon Chahoon kya jaanu naa Chheen loon chhod doon Iss lamhe kya kar jaaun Iss lamhe kya kar jaaun Iss lamhe ko kar doon main jo mujhe chain mile aaraam mile Aur ho aur ho saans ka shor ho aanch ki ore badhe Aur ho aur ho saans ka shor ho taap ki ore chadhe Aur ho aur ho aur mile hum more bhi jal jaaye Tujhe pehli baar main milta hoon har dafaa Meri bebasi ka bayaan hai Tujhe chhen loon ya chhod doon Tujhe maang loon ya mod doon Iss lamhe kya kar jaaun Iss lamhe kya kar doon main jo mujhe chain mile aaram mile Aur ho aur ho saans ka shor ho aanch ki ore badhe Aur ho aur ho saans ka shor ho taap ki ore chadhe Aur ho aur ho aur mile hum more bhi jal jaaye (le le le .., jiya jiya .. piya piya .. hey ..) Main hasrat mein ek uljhi dor hua Suljha de ho ho Main dastak hoon tu bandh kiwaado sa Khul ja re ho O bebasi mann mein basi aa jeete jeete jee le sapna Aur ho aur ho saans ka shor ho aanch ki ore badhe Aur ho aur ho aur mile hum more bhi jal jaaye [bad word] se [bad word] Yeh naa thake Aandhi si jo chale, inn saanson ki Pata bhi naa chale, kahaan pe kya jale Hai darr se, tann-mann ki, sihran se Hasrat ki, sulgan se Bhadke aur shola shola jale bujhe dhuaan dhuaan oh Dhuaan dhuaan lagey mujhe dhuaan dhuaan oh Meri bebasi ka bayaan hai Meri bebasi ka bayaan hai Meri bebasi ka bayaan hai