Chaudvin Ka Chand Ho, Ya Aaftaab Ho (исполнитель: East is East Soundtreck)

Chaudvin Ka Chand Ho, Ya Aaftaab Ho
Jo Bhi Ho Tum Khuda Ki Kasam, Lajawab Ho

Zulfein Hain Jaise Kaandhe Pe Baadal Jhuke Hue
Aankhen Hain Jaise Maey Ke Pyaale Bhare Hue
Masti Hai Jisme Pyaar Ki Tum, Woh Sharaab Ho
Chaudvin Ka Chand Ho ... 

Chehra Hai Jaise Jheel Mein Khilta Hua Kanwal
Ya Zindagi Ke Saaz Pe Chhedi [bad word] Ghazal
Jaane Bahaar Tum Kisi Shaayar Ka Khwaab Ho
Chaudvin Ka Chand Ho ... 

Hothon Pe Khelti Hain Tabassum Ki Bijliyaan
Sajde Tumhari Raah Mein Karti Hain Kaikashaan
Duniya-E-Husno-Ishq Ka Tum Hi Shabaab Ho
Chaudvin Ka Chand Ho ...
Послушать/Cкачать эту песню
Mp3 320kbps на стороннем сайте

Открытка с текстом :
Удобно отправить или распечатать
Создать открытку
У нас недавно искали песни:
Ghol midam  Magnitude Ramirez  MiYaGI Оттепель  Ты Знаешь Так Хочется Жить никогда  Веселый новый год муз Жаровского сл Лаписовой  Madsoul fara  Расаев грозный  Машинист поезда 23-общение с диспетчером- ДНЦ 
О чем песня
East is East Soundtreck - Chaudvin Ka Chand Ho, Ya Aaftaab Ho?
2020 © Tekstovoi.Ru Тексты песен