Каприз Anjaam 1994 Sun Meri Banno Индия Голливуд (исполнитель: √ Алка Ягник)
Sun meri banno sun sun meri banno Sun meri banno sun sun meri banno Shadi ka laddu aisa kaisa kaisa Shadi ka laddu aisa kaisa kaisa Jo khaye wo pachhtaye Jo naa khaye lal chaye Jo khaye wo pachhtaye Jo naa khaye lal chaye Sun meri banno sun sun meri banno Sun meri banno sun sun meri banno Shadi ka laddu aisa kaisa kaisa Shadi ka laddu aisa kaisa kaisa Jo khaye wo pachhtaye Jo naa khaye lal chaye Jo khaye wo pachhtaye Jo naa khaye lal chaye Biwi kitni bhi ho khubsurat Kuchh din hi piya mann bhaye Biwi kitni bhi ho khubsurat Kuchh din hi piya mann bhaye Karke naa jaane kitne bahaane Jaake shohar kahi dil lagaye Yaha jiski [bad word] hai shadi kehta hai ise barbadi Yaha jiski [bad word] hai shadi kehta hai ise barbadi Sochke dil mera ghabraye Jo khaye wo pachhtaye Jo naa khaye lal chaye Jo khaye wo pachhtaye Jo naa khaye lal chaye Sara din phirte hai maare maare Naa gujarti kawaro ki raate Sara din phirte hai maari maare Naa gujarti kawaro ki raate Ye bataye to kisko bataye Dil mein hoti hajaaro hi baate Inka yahi to hai kahna Mushkil hai kawara rehna Inka yahi to hai kahna mushkil hai Kawara rehna nind akele naa aaye Jo khaye wo pachhtaye Jo naa khaye lal chaye Jo khaye wo pachhtaye Jo naa khaye lal chaye Sun meri banno sun sun meri banno Sun meri banno sun sun meri banno Shadi ka laddu aisa kaisa kaisa Shadi ka laddu aisa kaisa kaisa Jo khaye wo pachhtaye Jo naa khaye lal chaye Jo khaye wo pachhtaye Jo naa khaye lal chaye.