Отсутствует (исполнитель: Неизвестен)
(Apne jahan ke hum badshaah hai masti bhara yeh apna jahan hai) - 2 Gumko yaha [bad word] kaha hai khushiyon se yaha se fursat kaha hai Apne jahan ke hum badshaah hai masti bhara yeh apna jahan hai toone jo ki hai bete jab bhi shararat koi main bhi hu shaamil hua masti se jeene ka aata hai maja jo tumse hi haasil hua phir se main deewana ho gaya rishta to yaarana ho gaya jabse tu aaya tabse hai paaya maine dubara bachpan mera Apne jahan ke hum badshaah hai masti bhara yeh apna jahan hai Jaan to mili hai tumse jeena bhi mila pari tumse mila hai ye jahan sara jahaan ye sara kutch bhi na hota Sani tu jo na hota yahan Mushkiley peetche mud gayi Taqdeerey roj hi jud gayi Na koi shikwa Na hi gila hai jaane se pehle sab kutch mila hai Apne jahan ke hum badshaah hai masti bhara yeh apna jahan hai Gum ko [bad word] kiya hai khushiiyon ko yaha se fursat kaha hai