Убежденный холостяк Tera Mera Saath Rahen, 2001 Pehli Nazar (исполнитель: √ Удит Нараян & Алка Ягник)

Pehli nazar mili tumse to thoda sa ghabrase gaye hum
Doosri nazar mili tumse to thoda sa sharmase gaye hum
Oh teesri nazar mili humse to
Chal gaya re woh jaadoo ho gayi mein bekaabu
Mil gaya re humdum
Pyar ho gaya hai mujhe kya
Pyar ho gaya kya
Pyar ho gaya hai mujhe kya
Pyar ho gaya
Pehli nazar mili humse
Doosri nazar mili humse to
To thoda sa sharmase gaye hum

Na to koyi talash thi na to koyi khayal tha
Na to koyi jawab tha na hi koyi sawal tha
Sacchh keh raha hai dil mera pehle na aisa haal tha
Pehle na aisa haal tha
Pehle na aisa haal tha
Pehle na aisa haal tha
Mujhe hi khabar nahin muhjko
Na jaane kab kaise chori se chhup chhup ke
Ched gaya mausam
Pyar ho gaya hai mujhe kya
Pyar ho gaya kya
Pyar ho gaya hai mujhe kya
Pyar ho gaya

Thoda thoda khumar hai pathzad mein bhi bahar
Din mein lagta hai raat hai kaisa yeh tera saath hai
Kaise bataaun main tujhe dil mein dil ki baat hai
Dil mein dil ki baat hai
Dil mein dil ki baat hai
Dil mein dil ki baat hai
Oh chaayi hai yeh kaisi madhoshi
Hoton pe sajti hai saason mein bajti hai
Chaahat ki sargam
Pyar ho gaya hai mujhe kya
Pyar ho gaya kya
Pyar ho gaya hai mujhe kya
Pyar ho gaya
Pehli nazar mili tumse to thoda sa ghabrase gaye hum
Doosri nazar mili tumse to thoda sa sharmase gaye hum
Oh teesri nazar mili humse to
Chal gaya re woh jaadoo ho gayi mein bekaabu
Mil gaya re humdum
Pyar ho gaya hai tujhe kya
Pyar ho gaya kya
Pyar ho gaya hai mujhe kya
Pyar ho gaya
Pyar ho gaya hai tujhe kya
Pyar ho gaya kya
Pyar ho gaya hai mujhe kya
Pyar ho gaya.
Послушать/Cкачать эту песню
Mp3 320kbps на стороннем сайте

Открытка с текстом :
Удобно отправить или распечатать
Создать открытку
У нас недавно искали песни:
Проблядь Перегар  Домино светафоры  Азизам  Ginex царь горы  Песне ты не скажешь досвиданья  Махабатты  Брат напомни мне  Ты самая лутшая 
О чем песня
√ Удит Нараян & Алка Ягник - Убежденный холостяк Tera Mera Saath Rahen, 2001 Pehli Nazar?
2020 © Tekstovoi.Ru Тексты песен