Aisa Zakhm Diya Hai (исполнитель: Akele Hum Akele Tum)
Aaya hoon yaaron dil apna deke Aankhon mein chehraa kisi ka leke Voh dil ka qaatil dilbar hamaara Jiske liye main hua aawaara Milte hi jisne chooma tha mujhko Phir na palat ke dekha dobaara Aur isi liye doston maine faislaa kiya Ke phir kabhi kisi se pyaar nahin karoonga Kabhi kisi ladki ko apna dil nahin doonga Aisa zakhm diya hai jo na phir bharega Har haseen chehre se ab yeh dil darrega Hum to jaan dekar yunhi mar mite the Sun lo ae haseenon, yeh humse ab na hoga Aisa zakhm diya hai jo na phir bharega Har haseen chehre se ab yeh dil darrega Hum to jaan dekar yunhi mar mite the Sun lo ae haseenon, yeh humse ab na hoga Aisa zakhm diya hai Raseele honth, chhalakte gaal Mastaani chaal buraa kar de haal Palak bhadke ke dil dhadke Umar ki uthaan, kadakti kamaal Qaatil adaa, zaalim hayaa Mere khudaa, mere khudaa Shola badan, baheka chaman, magar yaaron Hum to jaan dekar yunhi mar mite the Sun lo ae haseenon, yeh humse ab na hoga Aisa zakhm diya hai jo na phir bharega Har haseen chehre se ab yeh dil darrega Hum to jaan dekar yunhi mar mite the Sun lo ae haseenon, yeh humse ab na hoga Aisa zakhm diya hai Raseele honth, chhalakte gaal Mastaani chaal buraa kar de haal Palak bhadke, hai, ke dil dhadke Umar ki uthaan, kadakti kamaal Qaatil adaa, zaalim hayaa Mere khudaa, o mere khudaa Tu jo kahe to taaron mein tujhe lekar chaloon Tu jo kahe to kadmon mein unhe la daal doon Seene se lagaake yeh badan kar doon gulaabi Chehra choom karke main banaa doon aaftaabi Hey hey, la la la la, la Hum to jaan dekar tumpe mar mite hain Kaun pyaar tumse itna karega Aisa zakhm diya hai jo na phir bharega Har haseen chehre se ab yeh dil darrega Aisa zakhm diya hai Aaya hoon yaaron dil apna leke Aankhon mein chehraa kisi ka leke Koi na koi mera bhi hoga Yahin pe kahin chhupaa hi hoga