Kucch Luv Jaisaa (исполнитель: Khwab)
Khwab tha khwab sa Ya tha such koi Dekha jagti aankhon ne tha jo Hun tha bura ya bala Socha hi nahi Mera dard na jaane kya tha wo Na wo saathi na wo saaya Phir bhi jala Saath mere Yaadon sa wo Wadon sa wo Dil sa dhala Saath mere….ye… Khwab tha khwab sa Ya tha such koi Dekha jagti aankhon ne tha jo Hun tha bura ya bala Socha hi nahi Mera dard na jaane kya tha wo Na wo saathi na wo saaya Phir bhi jala Saath mere Yaadon sa wo Wadon sa wo Dil sa dhala Saath mere….ye… Uski baatein tukda tukda Maine yaadon mein sabhali hai Janu na kyun Uski yaaden dheere dheere Maine saathi hi bana li hai Janu na kyun Na wo apna.. Na tha sapna.. Phir bhi jala Saath mere Yaadon sa wo Wadon sa wo Dil sa dhala Saath mere….ye… Jab ye pooche koi uska Aur mera kya tha rishta bala.. Kya main kahun.. Wo begana wo dewaana Aisa mere saath kyun hai chala.. ha Kya main kahun.. Rashisa wo Mahisa wo Jo tha chala Saath mere Yaadon sa wo Wadon sa wo Dil sa dhala Saath mere….ye…