Kitaben Bahut Si (исполнитель: Игра со смертью/Baazigar)

поют Asha Bhosle, Vinod Rathod  

 
Kitaben bahut si padhi hongi tumne
magar koi chehra bhi tumne padha hai
padha hai meri jaan nazar se padha hai
bata mere chehre pe kya kya likha hai

( umange likhi hain jawani likhi hain
tere dil ki saari kahani likhi hain )... (2)
kahin haale dil bhi batata hai chehra
na bolo to phir bhi batata hai chehra
ye chehra haqiqat mein ek aayina hai
bata mere chehre pe kya kya likha hai

( agar hum kahen humko ulfat nahin hai
kahogi phir kaise mohabbat nahi hai )... (2)
bare aaye chehre pe ye marne waale
dikhawe ka aihde wafa karne waale
dikhawa nahi pyar ki imtahaan hai
bata mere chehre pe kya kya likha hai
Послушать/Cкачать эту песню
Mp3 320kbps на стороннем сайте

Видео к песне:
Открытка с текстом :
Удобно отправить или распечатать
Создать открытку
У нас недавно искали песни:
Glamour  На хуй не идут Ленинград  Соленое  Whitney Houston If You Say My Eyes Are Beautiful  Ill see you  Cuba77  So i loving you 
О чем песня
Игра со смертью/Baazigar - Kitaben Bahut Si?
2020 © Tekstovoi.Ru Тексты песен