Zaroorat (исполнитель: Mustafa Zahid)

Ye dil tanha kyun rahe
Kyun hum tukdon mein jiye
Ye dil tanha kyun rahe
Kyun hum tukdon mein jiyein
Kyun rooh meri ye sahe
Main adhoora jee raha hoon
Hardum ye keh raha hoon
Mujhe teri zaroorat hai
Mujhe teri zaroorat hai (x2)

Andheron se tha mera rishta bada
Tune hi ujaalon se waaqif kiya
lauta main hoon inn andheron mein phir
Toh paaya hai khud ko begaana yahaan
Tanhaayi bhi mujhse khafaa ho gayi
Banjaron ne bhi thukra diya
Main adhoora jee raha hoon
Khud par hi ik sazaa hoon
Mujhe teri zaroorat hai
Mujhe teri zaroorat hai

Hmm.. tere [bad word] ki woh khushbuein
bhi inn saanson mein zinda hai
Mujhe ho rahi inse ghutan
Mere gale ka ye phanda hai
Aaa..

Ho.. tere choodiyon ki woh khanak
Yaadon ke kamre mein goonje hai
Sunkar isey aata hai yaad
Haathon mein mere zanjeerin hain
Tuhi aake inko nikaal zaraa
Kar mujhe yahaan se rihaa
Main adhoora jee raha hoon
Ye sadaayein de rahaa hoon (sadaayein: awaaz)
Mujhe teri zaroorat hai
Mujhe teri zaroorat hai
Послушать/Cкачать эту песню
Mp3 320kbps на стороннем сайте

Видео к песне:
Открытка с текстом :
Удобно отправить или распечатать
Создать открытку
У нас недавно искали песни:
Мамочка любимая моя Саша Лазин  Юлия Руцкая - Аппак суйуу  Snow snow falling down Covering up my dirty old town  Крути педали в ритм  Rido-не бойся мы с тобой  Я вернусь Князев  Сказка котлов 
О чем песня
Mustafa Zahid - Zaroorat?
2020 © Tekstovoi.Ru Тексты песен