Отсутствует (исполнитель: Неизвестен)
Nau baje ka tha waada Bhulaya tune wo nibhaya na aadha Haaye nau baje ka tha waada Bulata hai ye dil nigaahon se zyada Seene mein saansein hain bhaari-bhaari Tera nasha saa hai yaara taari Tann mein hain jaise angaare Teri raahein dekhe mere honthon ke Namak paare.. Namak pare Teri raahein dekhe mere honthon ke Namak paare.. Namak pare Honth se salvatein, raat se karwatein Kyun bhala na mite, kya jaane koi Main se tu jod de, chudiyan tod de Kaam ko chhod de to maane koi Aankhon se baahon mein aa jaaye tu Thaamungi aise ki naa jaaye tu Badle mein le lungi yun hi saare Teri raahein dekhe mere honthon ke Namak paare.. Namak paare Teri raahein dekhe mere honthon ke Namak paare.. Namak paare Hosh hai laapata, paas aa na sataa Mujhko tu ho ataa, ye maangu duaa Raat ka daur ho, pyaar pe gaur ho Aur ho, aur ho, wo jo na huaa Haathon se apne hi nikli hoon main Thodi si masti hoon pagli hoon main Jo bhi hai mera woh tera re Teri raahein dekhe mere honthon ke Namak paare.. e e.. Teri raahein dekhe mere honthon ke Namak paare...