Gautam Govinda, 2002 Atom Bum Hai Teri Jawani (SongsMp3.Com) (исполнитель: √ Таслим & Ариф Хан)
Husn pariyo se chamak Chand se laya hoga Shabnami phul se Hotho ko sajaya hoga Zulf bikhre to ghaatao ko Paseena aaye Badi fursat se tujhe Rab ne banaya hoga Husn ki tajhgi de ishq wale Jaan diya karte hai Mastiya lut ne se pehle Yu hi baat kiya karte hai [bad word] ko chan aur Zulf ko ghata kehte hai Karke tarif maza lut liya Karte hai Nili aankhen chehra nurani Atom bum hai teri jawani Nili aankhen chehra nurani Atom bum hai teri jawani Humko bana le sawariya Haye kat jayegi umariya Kat jayegi umariya Kat jayegi umariya Tu hai tum ko hai rani Dekh ke meri mast jawani Mujhpe na daalo nazariya Meri katil hai ye umariya Meri katil hai ye umariya Katil hai ye umariya Parwane kab darte shama se Marne ki parvah na karte Marne ki parvah na karte Aashiq wo kabhi ho nahi sakte Jo dilbar ki chah nahi karte Jo dilbar ki chah nahi karte Dekh palat kar dilbar jani Atom bum hai teri jawani Dekh palat kar dilbar jani Atom bum hai teri jawani Humko bana le sawariya Meri kat jayegi umariya Kat jayegi umariya Kat jayegi umariya Mujhko paane ki hasrat mein Apne dil se chhal jaoge Apne dil se chhal jaoge Chhu loge to aag lagegi Pyar ki aag mein jal jaoge Pyar ki aag mein jal jaoge Mat kar chhu ne ki nadani Atom bum hai meri jawani Humpe na daalo nazariya Meri katil hai ye umariya Meri katil hai ye umariya Katil hai ye umariya Ishq pe tohmat yu na lagao Ek dafa dil deke dekho Ek dafa dil deke dekho Jaan hai hazir jaan bana lo Jaane tamanna kuch to socho Jaane tamanna kuch to socho Husn di [bad word] di rani Atom bum hai meri jawani Husn di [bad word] di rani Atom bum hai meri jawani Humko bana le sawariya Kat jayegi umariya Kat jayegi umariya Kat jayegi umariya Jawani mein sabab Sabko nazar aata hai Jawani mein sabab Sabko nazar aata hai Husn dhal jaaye to Har koi bhul jata hai Lekin mera ye kehna hai Zara suniye Aajee hum wo hai jo Ulfat mein jeete marte hai Pyar ki had se gujarke bhi Pyar karte hai Ban jaa ab tu meri rani Atom bum hai meri jawani Ban jaa ab tu meri rani Atom bum hai meri jawani Humko bana le sawariya Kat jayegi umariya Kat jayegi umariya Kat jayegi umariya Kat jayegi umariya Kat jayegi umariya Kat jayegi umariya.