Jadu Teri Nazar (исполнитель: ● Darr)

Jadoo Teri Nazar, Khushboo Tera Badan 
Tu Haan Kar Ya Naa Kar 
Tu Hai Meri Kiran 
Jadoo Teri Nazar ... 

Mere Khwaabon Ki Tasvir Hai Tu 
Bekhabar Meri Taqdeer Hai Tu 
Tu Kisi Aur Ki Ho Na Jana 
Kuch Bhi Kar Jaaonga Main Deewana 
Tu Haan Kar Ya ... 

Faasle Aur Kam Ho Rahen Hain 
Door Se Pas Hum Ho Rahen Hain 
Maang Loonga Tujhe Asaman Se 
Chheen Loonga Tujhe Is Jahaan Se 
Tu Haan Kar Ya ...
Послушать/Cкачать эту песню
Mp3 320kbps на стороннем сайте

Открытка с текстом :
Удобно отправить или распечатать
Создать открытку
У нас недавно искали песни:
Эйсик время  Mr sexy beat  Seventeen слова  Л Just name  Main Prem ki Diwani Hai  Sun is shining gauzz chill mix reunited  Bad karma2014 axel thesleff  Раниль мин 
О чем песня
● Darr - Jadu Teri Nazar?
2020 © Tekstovoi.Ru Тексты песен