Моя любимая Jaan-E-Mann 2006 Jaane Ke Jaane Na (исполнитель: √ Сону Нигам & Сукхвиндер Сингх & Кришна Бейра)
Piya ki judaai mein Chaand ka gubbaara hain Raat ko chadhaya tha Din mein utara hain Bechara bechara bechara Bechara ishq ka maara hain Jaane ke jaane na Maane ke maane na Jaane zamana par Piya hi jaane na Jaane ke jaane na Maane ke maane na Jaane zamana par Piya hi jaane na Mann jaane jaane mann Mann jaane jaane mann Piya mann jaane na Jaane ke jaane na Maane ke maane na Jaane zamana par Piya hi jaane na Ho tooti footi shayari mein Likh diya hai dairy mein Aakhri khwaahish ho tum Last farmaaish ho tum Ho tooti footi shayari mein Likh diya hai dairy mein Aakhri khwaahish ho tum Last farmaaish ho tum Tu samajhta kyon nahi hai Dil bada gehra kuwaan hai Aag jalti hai hamesha Har taraf dhuaan dhuaan hain Kudd jaa piya milegi Hil zara duniya hilegi Warna mai kar kar kar Mann jaane jaane mann Mann jaane jaane mann Piya mann jaane na Jaane ke jaane na Maane ke maane na Jaane zamana par Piya hi jaane na Jaane ke jaane na Maane ke maane na Jaane zamana par Piya hi jaane na Koi toh jalwa dikha de Gar piya se ishq hai Jaan jaati hai to jaaye Chhota sa toh risk hai Koi toh jalwa dikha de Gar piya se ishq hai Jaan jaati hai to jaaye Chhota sa toh risk hai Tu agar nakhoon se kaaten Heera bhi cut jaayega Aankh bhar ke dekh le toh Palk bulb bhi fatt jaayega Pyar ka system wohi hain Tera toh preetam wohi hain Woh nahi toh kar kar kar Mann jaane jaane mann Mann jaane jaane mann Piya mann jaane na Jaane ke jaane na Maane ke maane na Jaane zamana par Piya hi jaane na Jaane ke jaane na Maane ke maane na Jaane zamana par Piya hi jaane na.