Suraj Hua Maddham (х/ф И в печали И в радости) (исполнитель: Shahrukh Khan)

suraj hua maddham, chaand jalne laga
Aasmaan yeh hai, kyon pighalne laga
Main tehraa raha, zameen chalne lagi
Dhadka yeh dil, saans thamne lagi
Oh, kya yeh mera pehla pehla pyar hai
Sajna, kya yeh mera pehla pehla pyar hai
suraj hua maddham, chaand jalne laga
Aasmaan yeh hai, kyon pighalne laga
Main tehraa raha, zameen chalne lagi
Dhadka yeh dil, saans thamne lagi
Haan, kya yeh mera pehla pehla pyar hai
Sajna, kya yeh mera pehla pehla pyar hai
Hai khubsoorat yeh pal, sab kuch raha hai badal
Sapne haqeeqat mein jo dhal rahe hain
Kya sadiyon se puraana, hai rishta yeh hamaara
Ke jis tarah tumse hum mil rahe hain
Yunhi rahe har dum, pyaar ka mausam
Yunhi milo humse, tum janam janam
Main tehraa raha, zameen chalne lagi
Dhadka yeh dil, saans thamne lagi
Haan, kya yeh mera pehla pehla pyar hai
Sajna, kya yeh mera pehla pehla pyar hai
Tere hi rang se yun main to rangeen hoon sanam
Paake tujhe khud se hi kho rahi hoon sanam
O, maahiya, ve tere ishq mein haan doobke
Paar main ho rahi hoon sanam
Saagar hua pyaasa, raat jagne lagi
Sholon ke dil mein bhi, aag jagne lagi
Main tehraa raha, zameen chalne lagi
Dhadka yeh dil, saans thamne lagi
Oh, kya yeh mera pehla pehla pyar hai
Sajna, kya yeh mera pehla pehla pyar hai
Jalta rahe suraj
Chand rahe maddham
ye khwaab hai mushkil
na mil sakenge hum
Послушать/Cкачать эту песню
Mp3 320kbps на стороннем сайте

Видео к песне:
Открытка с текстом :
Удобно отправить или распечатать
Создать открытку
У нас недавно искали песни:
Гадилбек жанай кундер елеси  Семён Парфилов - Небо над землей  Наш вальс 4 класс Евгений Дога  Такая маленькая и смешная T1one  Вот сегодня значит ясно да -  Ты трус Город Снов г Таллин  Песня диолога 15  Про студентов медиков Неизвестен 
О чем песня
Shahrukh Khan - Suraj Hua Maddham (х/ф И в печали И в радости)?
2020 © Tekstovoi.Ru Тексты песен