PHOENYX & ZOHEB KHAN - Titli (butterfly) (исполнитель: Chennai Express)
Tamil Poetry Kondal vannanaik kovalanay venney Unda vayan en, Ullam kavarndhanai (x2) Andar kon ani arangkan en amudhinaik Andar kon ani arangkan en amudhinaik Kanda kangal marronrinaik kanave Translation: I have seen the One whose color is like dark rainclouds He is the one with the mouth that swallowed the butter of cowherds, He is the Lord of the devas, He is Lord Ranganatha, He is my nectar, my life! My eyes have seen my Lord and will not see anything else! Bann ke titli dil uda uda uda hai Kahin doooor... Bann ke titli dil uda uda uda hai Kahin doooor... Chal ke khushboo se juda juda juda hai Kahin doooor... Haadse ye kaise Unsune se jaise choome adheron ko Koi Nooor... Bann ke titli dil uda uda uda hai Kahin doooor... Sirf keh jaaun ya Aaasmaan pe likh doo Teri taarifon mein Chashme Baddoor... Bann ke titli dil uda uda uda hai Kahin doooor... Chal ke khushboo se juda juda juda hai Kahin doooor... Tamil: Kondal vannanaik kovalanay venney Unda vayan en Ullam kavarndhanai Andar kon ani arangkan en amudhinaik Kanda kangal marronrinaik kanave Bhoori bhoori aankhein teri Kankhiyon se tez teer kitne chhode Dhaani dhaani baatein teri Udte-phirte panchhiyon [bad word] bhi mode Adhoori thi zara si Main poori ho rahi hoon Teri saadagi mein hoke choor Bann ke titli dil uda uda uda hai, kahin door Chal ke khushboo se juda juda juda hai Kahin door... Raatein gin ke Neendein bun ke Cheez kya hai khwaabdaari hum ne jaani Tere sur ka saaz ban ke Hoti kya hai raagdaari hum ne jaani Jo dil ko bhaa rahi hai Woh teri shayari Ya koi shayarana hai fitoor.. Bann ke titli dil uda uda uda hai Kahin doooor... Chal ke khushboo se juda juda juda hai Kahin doooor... Haadse ye kaise, unsune se jaise Choome adheron ko, koi Noor.. Bann ke titli dil uda uda uda hai, kahin door.. Sirf keh jaaun ya Aaasmaan pe likh doo Teri taarifon mein Chashme Baddoor... Tamil: Kondal vannanaik kovalanay venney Unda vayan en, Ullam kavarndhanai (x2) Andar kon ani arangkan en amudhinaik Andar kon ani arangkan en amudhinaik Kanda kangal marronrinaik kanave