Отсутствует (исполнитель: Неизвестен)
zindagi se chura ke zindagi mein basa ke zindgaani banaya hai tujhe roothe rab ko mana ke aasmaan ko jhuka ke zindgaani banaya hai tujhe tu mila jis tarah saba mile tu mila jis tarah sila mile tu mila jis tarah duaa mile bakhuda ... tu mila toh jaise main jee gaya tu mila mukammal main ho gaya tu mila toh phaila hai nur sa bakhuda zindagi se chura ke zindagi mein basa ke zindgaani banaya hai tujhe mehfoos tu mehsoos kar tere paas hoon main sada tujhse nahi ho sakta main pal bhar bhi ab judaa ab saath hain hum iss tarah aankhon ke sang palkein aa waqt ko yeh baat hum ek baar phir se kehde saare ghum se chupaake har nazar se bacha ke zindgaani banaya hai tujhe tu mila jis tarah sabah mile tu mila jis tarah silah mile tu mila jis tarah dua mile bakhuda ... tu mila toh jaise main jee gaya tu mila mukamaal main ho gaya tu mila toh phaila hai nur sa bakhuda baahon main aa ho jaayenge shikve sabhi khud fanaa honthon se main tujhko sunu aankhon se tu kuch suna tu aks hai main aayina phir kya hai sochna ek doosre mein kho ke hai ek doosre ko paana kismaton ko jaga ke har jahaan ko hara ake zindgaani banaya hai tujhe (tu mila jis tarah sabah mile tu mila jis tarah silah mile tu mila jis tarah dua mile bakhuda ...) - 2