Tujhe Bulayen Yeh Meri (исполнитель: Ганг, твои воды замутились)
tujhe bulaye ye meri bahe na aisi ganga kahi milegi mai tera jiwan mai teri kismat ke tujhko mukti yahi milegi mere hi pas tujhe aana hai tere hi sath mujhe jana hai mere hi pas tujhe aana hai tere hi sath mujhe jana hai ganga ye teri hai fir kaisi deri hai aaja re aaja re ab aa bhi ja tu aa bhi ja o ho ho aa bhi ja pahadiyo ki bulandiyo se, kabhi kinaro ke darmya kabhi najar se kabhi juba se, tujhe pukara kaha kaha se tu jiski khoj me aaya wo jisne tujhko bulaya hai tu jiski khoj me aaya wo jisne tujhko bulaya hai parwat ke piche hai jharne ke niche hai aaja re aaja re ab aa bhi ja tu aa bhi ja o ho ho aa bhi ja kohre ki chadar lapete hu, pani me khud ko samete hu kohre ki chadar lapete hu, pani me khud ko samete hu baho me ghere me man ke basere me aaja re aaja re ab aa bhi ja tu aa bhi ja o ho ho aa bhi ja suno to ganga ye kya sunaye ke mere tat par wo log aaye jinhone aise niyam banaye ke pran jaye par vachan na jaye vaade pe tere bharosa hai, main janti hu tu mera hai vaade pe tere bharosa hai, main janti hu tu mera hai jab tak na aayega dil mera gaayega aaja re aaja re ab aa bhi ja tu aa bhi ja o ho ho aa bhi ja o sayiba, o sayiba, o sayiba