Aarti - Jai Ambe Gauri (исполнитель: Anuradha Paudwal)
Jai Ambe Gauri Maiya, Jai Shyama Gauri Tumko nishdin dhyavat, Hari Brahma Shivji Maiya Jai Ambe Gauri Mang sindur birajat, tiko mrigmadko (Maiya tiko mrigmadko) Ujjvalse dou naina (ujjvalse dou naina), chandravadan niko Maiya Jai Ambe Gauri Kanak saman kalevar, raktambar raje (Maiya raktambar raje) Raktapushpa gal mala (raktapushpa gal mala), kanthhar par saje Maiya Jai Ambe Gauri Kehari vahan rajat, khadag khappar dhari (Maiya khadag khappar dhari) Sur nar munijan sevat (sur nar munijan sevat), tinke dukhahari Maiya Jai Ambe Gauri Kanan kundal shobhit, nasagre moti (Maiya nasagre moti) Kotik chandra divakar (Maiya kotik chandra divakar), samrajat jyoti, Maiya Jai Ambe Gauri Shumbh-nishumbh vidare, Mahishasur ghati (Maiya Mahishasur ghati) Dhumra-vilochan naina (dhumra-vilochan naina), nishdin madmati Maiya Jai Ambe Gauri Chand Mund sanhare, shonitha beeja hare (Maiya shonitha beeja hare) Madhu Kaitav dou mare (Madhu Kaitav dou mare), surbaiya haina karey Maiya Jai Ambe Gauri [bad word] tum Kamala Rani (Maiya tum Kamala Rani) Agam-nigam bakhani (Agam-nigam bakhani), tum shiv patrani Maiya Jai Ambe Gauri Chaunsath yogini gavat, nritya karat bhairon (Maiya nritya karat bhairon) Bajat tal mridanga (bajat tal mridanga,), aur bajat [bad word] Maiya Jai Ambe Gauri Tum ho jag ki mata, tum hi ho bharata (Maiya tum hi ho bharata) Bhaktan ki dukh harta (bhaktan ki dukh harta), sukh sampati karta Maiya Jai Ambe Gauri Bhuja char ati shobhit, var mudra dhari (Maiya var mudra dhari) Manvanchhit phal pavat (manvanchhit phal pavat), sevat nar nari Maiya Jai Ambe Gauri Kanchan thal virajat, [bad word] kapur bati (Maiya [bad word] kapur bati) Shri Malketu men rajat (Shri Malketu men rajat), kotiratan jyoti Maiya Jai Ambe Gauri Shri Ambe ji Ki aarti, Jo koi nar gave (Maiya jo koi nar gave) Kehata Shiva Nand Swaami (kehata Shiva Nand Swaami), sukh sampati paave Maiya Jai Ambe Gauri