Apna Har Din (исполнитель: Golmaal 3)
ye zindagi raftar se chal padi jate hue raho me hamse abhi ye kah ke gayi hamara yeh waqt hamara jo ik bar gaya to aaye na dobara samajh lo zara ye, hawao ka ishara, mere yaro apna har din aise jiyo, jaise ki aakhri ho jiyo to iss pal aise jiyo, jaise ki aakhri ho apna har din aise jiyo, jaise ki aakhri ho jiyo to iss pal aise jiyo, jaise ki aakhri ho hum sab jo saath me rahe khushiya sab haath me rahe hum se bas faasle rahe yu, arrey [bad word] [bad word] chahe kahi kisi bhi modh par bhigde gi bhi koi baat agar milke ik dujhe se kahe yun yeh baate, hai chhoti moti baate yeh aaye jaaye jaise ki din aur raate na aankho se lagana kabhi ye barsate mere yaro apna har din aise jiyo, jaise ki aakhri ho jiyo to iss pal aise jiyo, jaise ki aakhri ho apna har din aise jiyo, jaise ki aakhri ho jiyo to iss pal aise jiyo, jaise ki aakhri ho duniya matlab ki yaar hai iski aadat bekaar hai iss se kum rakhna vaasta tu, [bad [bad word] [bad word] tu apno se rakhna dosti inn se puri har kami inn me hi dhundh raasta tu na jaana, ye tune na jaana ye manzil teri, inhe tujhe hai pana hai maine kaha hai jo, uss se mile zamana mere yaro apna har din aise jiyo, jaise ki aakhri ho jiyo toh iss pal aise jiyo, jaise ki aakhri ho apna har din aise jiyo, jaise ki aakhri ho jiyo toh iss pal aise jiyo, jaise ki aakhri ho ye zindagi raftar se chal padi jate hue raho me hamse abhi ye kah ke gayi hamara yeh waqt hamara jo ik bar gaya to aaye na dobara samajh lo zara ye, hawao ka ishara, mere yaro apna har din aise jiyo, jaise ki aakhri ho jiyo to iss pal aise jiyo, jaise ki aakhri ho apna har din aise jiyo, jaise ki aakhri ho jiyo to iss pal aise jiyo, jaise ki aakhri ho