Suno Gi Dulhan Ik Baat Suno Gi (исполнитель: (Hum Saath Saath Hain / Нас не разлучить))
Sunojee dulhan ek bat sunojee, apne naye parivar se milojee Tumhe milaye sabse aaj, suno sunaye sabke raj Hai tumhe milaye sabse aaj, suno sunaye sabke raj..... Pehle dulhan tum inse milojee, ghar ke mukhiya tumhare sasurjee Jinke sar pe sukhon kaa taj, dekho jara inka andaj Hai jinke sar pe sukho kaa taj, dekho jara inka andaj Rampur kaa basee hu mai, ramkishan hai nam Seedhi sadhi bolee meree, seedha sadha kam Ho jo bhee chaha maine, ho rab se woh paya maine Rampur kaa basee hu mai, ramkishan hai nam Des bides ghumkar aaya mai bhayee Ho mehak gaon kee mittee kee naa bisrayee Wahee gud chana dudh nashte me bhaye Ho, chhuree aur kante se khana naa aaye Itne par bhai...ho Itne par bhee hai nayee techniko Ko pyar se sikha maine, rampur kaa basee hu mai ramkishan hai nam Sidhee sadhee bolee meree, seedha sadha kam... Aao dulhan abb inse milojee, yeh hain tumharee sasu majee Ghar me chalta inka raj, inka khas hai ek andaj Hai, ghar me chalta inka raj, inka khas hai ek andaj Meraa nam mu mu mu, mu mu mu aha mu mu mu Tin titliya meree yar, mujhe partiyo se hai pyar Wah wah, wah wah, wah wah, wah wah Shopping ho ya sabji mandee, molbhav kee pakkee hu [bad word] keemat ho toh, [bad word] hee mai du Lamba meraa fasana hai, par beauty parlour jana hai - (2) Meraa nam mu mu mu, mu mu mu aha mu mu mu Pyara mujhe saj singar, umra ko goli maro yar Wah wah, wah wah, wah wah, wah wah Chalo dulhan abb aage badho jee, apne nanad nandoyee se milojee, Biwi ko yeh naa kare naraj, aashikana hai andaj Hai, biwi ko yeh naa karen naraj, aashikana hai andaj Radhika ke daddy jara aana, darling hukum farmana Kaisee hai yeh saree batana, darling fida hai yeh divana Meraa sar hai dukhta, chalo mai daba du Hai khana pakana, kaho mai paka du Kahee ghum aaye, jahan bhee kaho tum Dinner lenge bahar, fikar naa karo tum Bad me ice cream bhee khilana, darling jo chaho so mangana Meetha pan calcutta khilana, darling jara sa muskurana Jara meraa purse toh uthana, darling tumhara hai jamana. Darling tumhara hai jamana...... Sunoji dulhan abb sambhal jaojee, chhote natkhat devar se milojee Bada rangila inka mijaj, shaitani inka andaj Hai, bada rangila inka mijaj, shaitani inka andaj Papa kehte hain bada nam karega, beta hamara aisa kam karega Sach sare sapne papa ke apne, karne chala mai naujawan Bholee surat dil ke khote Baten badee hain kam hain chhote kam hain chhote Aath baje tak jo sote, bade kahan log aise hote Jinki najar me ho koyee sapna, raha naa unko hosh apna hosh apna Chit bhee hai inakee pat bhee hai inakee, bin pendee ke yeh lote Baten badee hain, kam hain chhote, kam hain chhote Bholee surat dil ke khote, husn ke nakhre mote mote mote mote... Sunoji dulhan abb gaur karojee, apne bade devar se milojee Ma ke dil ke yeh sartaj, sharmeela jinka andaj Ankhiya milaye nahee, hai batiyaen nahee, banke rahe sadhu - (2) Kisee chehre ke kitab kaa roj, revision hai chalu Priti ke path me hain prembabu, [bad word] hain yeh prembabu Aise kya bane padhaiya, padh ke dekho jee saiyan Prem ke dhai akshar ho, jab tak tum rahe bidesee Meree halat thee aisee, jal bin jaise machhariya ho Meraa piya ghar aaya ho ramjee - (2) Puree ho naa ho padhayee, o papajee Kar do inki bhee sagayee, o mummyjee... Pyaree dulhan abb dil thamojee, kyon ke hai bari saiyajee kee Itna sa hai inka raj, sab se alag inka andaj Hai, itna sa hai inka raj, sab se alag inka andaj Khulee kitab ke jaisee hai shaksiyat inakee Kaun hai ghar me aisa jisko inpe naj nahee Suno dulhan bataye raj tumko ham inka Yeh aaina hain jiske dil me koyee raj nahee Chanda mama se bhee pyare, hain yeh hamare mama - (2) Mami jee ke aa jane se, hamko bhul naa jana Pyare pyare mamajee, jahan se nyare mamajee - (2)