Отсутствует (исполнитель: Неизвестен)

Hai Liye Hathiyaar Dushman Taak Mein Baitha Udhar
Aur Hum Taiyyaar Hain Seena Liye Apna Idhar
Khoon Se Khelenge Holi Gar Watan Muskhil Mein Hai
Sarfaroshi Ki Tamanna Hamaare Dil Mein Hai
(Haath Jin Mein Ho Junoon Katt Te Nahi Talvaar Se
Sar Jo Uth Jaate Hain Woh Jhukte Nahi Lalkaar Se)... (2)
Aur Bhadkega Jo Shola-Sa Humaare Dil Mein Hai
Sarfaroshi Ki Tamanna Hamaare Dil Mein Hai
Hum To Ghar Se Nikle Hi The Baandhkar Sar Pe Qafan
Chaahatein Liin Bhar Liye Lo Bhar Chale Hain Ye Qadam
Zindagi To Apni Mehmaan Maut Ki Mehfil Mein Hai
Sarfaroshi Ki Tamanna Hamaare Dil Mein Hai
Dil Mein Tuufaanon Ki Toli Aur Nason Mein Inquilaab
Hosh Dushman Ke Udaa Denge Humein Roko Na Aa 
Duur Reh Paaye Jo Humse Dam Kahaan Manzil Mein Hai
Sarfaroshi Ki Tamanna Hamaare Dil Mein Hai (2)
Послушать/Cкачать эту песню
Mp3 320kbps на стороннем сайте

Открытка с текстом :
Удобно отправить или распечатать
Создать открытку
У нас недавно искали песни:
СУКА ШЕВЕЛИ ЗАДОМ КАРАНДАШ  Но зачем но зачем я тебя люблю  Jane Air - Любовь И Немного Смерти  Again Стальной алхимик Братство YUI  Оружие Минус OST Молодёжка Пицца  Бисер при уч Sayaf Jambazi Кажэ Обойма  Леонидов не дай ему уйти  Парамелла Виктор Королев 
О чем песня
Неизвестен - Отсутствует?
2020 © Tekstovoi.Ru Тексты песен