вахт чалар дардимдан оларсан (исполнитель: рус и ками)

tere liye hum hain jiye honton ko siye
tere liye hum hain jiye har aansoon piye
dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye
tere liye, tere liye
tere liye hum hain jiye har aansoon piye
tere liye hum hain jiye honton ko siye
dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye
tere liye, tere liye
zindagi leke aayi hain beete din ki kitaab - 2
gher hain ab hamein yaadein bemisaal
bin pooche mile mujhe itne saare jawab
chaaha tha kya, paaya hai kya hum bhi dekhiye
dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye
tere liye, tere liye
kya kahoon duniya ne kiya mujhse kaisa bair - 2
hukoom ka main jiyoon lekin tere bagair
nadaan hai woh kehte hain jo mere liye tum ho gair
kitne sitam hum pe sanam logon ne kiye
dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye
tere liye, tere liye
tere liye hum hain jiye honton ko siye
tere liye hum hain jiye har aansoon piye
dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye
tere liye, tere liye
tere liye, tere liye - 2
Послушать/Cкачать эту песню
Mp3 320kbps на стороннем сайте

Открытка с текстом :
Удобно отправить или распечатать
Создать открытку
У нас недавно искали песни:
ОН ПР  Home Grown Tomorrow  Home Grown Give It Up  Home Grown Second Best  Home Grown My Time Alone  Home Grown Surfer Girl  Home Grown Grow Up 
О чем песня
рус и ками - вахт чалар дардимдан оларсан?
2020 © Tekstovoi.Ru Тексты песен