Отсутствует (исполнитель: Неизвестен)
O bekhabar, o bekadar, betaabiyon ko na badah Dekh le hai pyaar ka kaisa nasha mujhpe chadha O bekhabar, o bekadar, betaabiyon ko na badah Aa dekh le hai pyaar ka kaisa nasha mujhpe chadha Kaisa nasha mujhpe chadha .. O bekhabar, o bekadar, betaabiyon, bechainiyan hai jawan Meri nazar dhoonde tujhe tu kahan Haan tujhko main aankhon ka kaajal bana loon O bekhabar, o bekadar, betaabiyon, bechainiyan hai jawan Chaahungi main yuhin tujhe bepanha Haan tujhko khushi sa labho pe saja loon O bekhabar, o bekadar, betaabiyon ko na badah Aa dekh le hai pyaar ka kaisa nasha mujhpe chadha Kaisa nasha mujhpe chadha .. Roop hoon teri dhoop hoon Tu suraj hai mann ka mere Ya ghani main hoon roshni chalte hoon dhalte hoon tujhko hi Haan mere ik pehar, tu kahe thehar Toh jaaon nagar se tere Har ghadi mushkilon bari Kyun lagti hai jo bhi badalti hai bin tere Tu mile toh silsile, ho ho [bad word] jo hai khuda ki raza Tere bina hai zindagi bemaza Tu mil jaaye toh main jahan se chhupa loon O bekhabar, o bekadar, betaabiyon, bechainiyan hai jawan Meri nazar dhoonde tujhe tu kahan Haan tujhko main aankhon ka kaajal bana loon O bekhabar O pyaar bhi yun kabhi kabhi Kar deta pareshaaniyan Har jagah wohi woh lagey Woh aashiq anari jo dil de ke leta Ya paas bhi ho woh door bhi Yeh kyun ho woh batlaaye na Dil darre minnate kare usko yeh bolo ke aaye toh jaaye na Bewajah, agar ho pata, kya hai yahi dil ki khata ki saza Khud mein hi main, hoti hoon kyun laapata Main janu na iss dil ko kaise sambhalun O bekhabar, o bekadar, betaabiyon, bechainiyan hai jawan Meri nazar dhoonde tujhe tu kahan Haan tujhko main aankhon ka kaajal bana loon O bekhabar, o bekadar, betaabiyon ko na badah Aa dekh le hai pyaar ka kaisa nasha mujhpe chadha Kaisa nasha mujhpe chadha ..