Woh Lamhe Woh Baatein (исполнитель: Zeher)

Woh Lamhe, Woh Baatein,
Koi Na Jaane,
Thi Kaisi Raatein,
Hooooo, Barsaatein,
Woh Bheegi Bheegi Yaadein ...(2)

Na Main Jaanu, Na Tu Jaane,
Kaisa Hai Ye Mausam, Koi Na Jaane,
Kahi Se Hai Fizaa Aayi,
Ghamon Ki Dhoop Sang Laayi,
Khafaa Hogaye Hum,
Judaa Hogaye Hum,

Woh Lamhe ... Bheegi Yaadein

Saagar Ki Gehraayi Se,
Gehra Hai Apna Pyaar, Sehraoun Ki In Hawaon Me,
Kaise Aayeee-Gi Bahaar,
Kahan Se Ye Hawa Aayi,
Ghataayen Kaali Kyoun Chhaayi,
Khafaa Hogaye Hum, Judaa Hogaye Hum,

Woh Lamhe ... Bheegi Yaadein
Послушать/Cкачать эту песню
Mp3 320kbps на стороннем сайте

Видео к песне:
Открытка с текстом :
Удобно отправить или распечатать
Создать открытку
У нас недавно искали песни:
AMEN HAYI  14 Хлопья LeTosh HV3  Ishq hai kiya  Sacral nirvana Oliver Shanti  I Feel Siente Me Original Mix Calavera  Emrah don  Swing punk  Нгу песня 
О чем песня
Zeher - Woh Lamhe Woh Baatein?
2020 © Tekstovoi.Ru Тексты песен