Bijuria Bijuria (исполнитель: Sonu nigam)
tuje lage na najariya, kyun na odhe tu chunariya tuje lage na najariya, odh le chunariya tirchhi nigahe mere dil pe giraye re bijuriya bijuriya (2) tuje lage na najariya, kyun na odhe tu chunariya tuje lage na najariya, odh le chunariya tirchhi nigahe mere dil pe giraye re bijuriya bijuriya (2) haye tera sharmana, tauba tera itrana jobhi dekhe ho jaye woh deewana tera sone jaisa tan tera, uf bhola pan tera mujko bhi kar gaya deewana tera o sun baki re gujariya, yahi bole hai dagariya sun baki re gujariya, bole ye dagariya lachke kamariya to chhalke gagariya ki luti re bajariya (2) naina matwale ye bal gugrale ye bhole bhale dil pe chalaye chhuriya maheki hawaye bhi yahi gunguye ki dil se dil milale ya mitaye duriyan o sun baki re gujariya, ho main hun tera hi sawariyan. o sun baki re gujariya, tera ye sawariyan, (tuj pe hi marta hai, naam tere karta hai sari umariyan.) (2) khwabo ki tu rani hai, geeto ki jawani hai tere bina ab kahin lage na jiya bijli si kahani hai, tu hi jindgani hai goriyan ye tune kaisa jadoo hai kiya o sun baki re gujariya, haan meri bholi si bawariyan o sun baki re gujariya, bholi si bawariyan (teri angadayi mere dil ko hai bhayi chhayi banke badariyan) (2) ho tuje lage na najariya, kyun na odhe tu chunariya tuje lage na najariya, odh le chunariya tirchhi nigahe mere dil pe giraye re bijuriya bijuriya (2)